Don't get too much involved in making a living that you stop making a life...RU

Thursday, May 24, 2007

Read an Ad on your mobile and earn Money

Dear Viewers,



Here is an opportunity to earn some money.

mGinger.com pays you to read ads on your cellphone! These ads are only about your interests. Not only that, you get to decide when you want these ads.



Based on my calculations I can easily make enough money to free up my cell phone bill. Check it out...

http://www.mginger.com/index.jsp?inviteId=49193



See how much you can make. Have fun calculating...and sign up. You will like it...

-RU

Wednesday, May 9, 2007

Sunday, May 6, 2007

A poem written by my Bro for his seniors...poet in making



Waqt.....

waqt ke beete panno ka her shaabd ek dastan kehta hai
kuch tumhare kuch hamare baat kehta hai
yaroo ke saath jiye the jo pal aur jee thi jo hazaro zindagiya apne pyar ke sang
her pal ko sajaker her wo baat kehta hai
waqt ke beeto panno ka her shaabd ek dastan kehta hai.


yaroo ke saath rona,yaroo ke saath hasna
class bunk ker ke kisi ko dekhna
her wo jasbat,her wo takrar kehta hai
waqt ke beeto panno ka her shaabd ek dastan kehta hai.


her khatti meethi baat,unke sang her wo mulakat
aankho se chalakte aansu aur ek dhimi se muskan
unke saath bitaya her pal,her ek baat kehta hai
waqt ke beeto panno ka her shaabd ek dastan kehta hai.


exam ka wo dur,24 me se 14 ghante padhna
35 ke liye jitod mehnat kerna
chit chupane ke jagah dhundna,her wo baat kehta hai
waqt ke beeto panno ka her shaabd ek dastan kehta hai.


aap ke saath bitaya her pal,aapke samjhayish
aur masti bhare wo pal,aapke placment main saath rehna
aur select hone per jhumna
kushi ka her wo pal her wo aasu kehta hai
waqt ke beeto panno ka her shaabd ek dastan kehta hai.....